Friday 26 October 2018

Afreen afreen (Nusrat Fateh Ali Khan) | old Version | AliRaza | Urdu Lyrics



Afreen afreen (Nusrat Fateh Ali Khan)

Afreen Afreen Afreeeen
Afreen Afreen Afreeeen
Afreen Afreen Afreeeen
Afreen Afreen Afreeeen

Husn-e-Janaa Kee
Tareef Mumkin Nahi
Afreen Afreen
Afreeeen Afreeen
Tu Bhi Dekhe Agar
To Kahe Hamnsheeen
Afreen Afreen
Afreeeen Afreeen
Husn-e-Janaa Kee
Tareef Mumkin Nahi
Afreen Afreen
Afreeeen Afreeen
Tu Bhi Dekhe Agar
To Kahee Hamnsheeen

Afreen Afreen Afreeeen Afreeen

Husn-e-Janaa Kee
Tareef Mumkin Nahi
Husn-e-Janaa Kee
Tareef Mumkin Nahi



Aisaa Dekhaa Nahi
Khubsoorat Koi
Jism Jaise
Ajanta Kee Murat Koi
Jism Jaise
Nigahon Pe Jaadu Koi
Jism Naghma Koi
Jism Khushboo Koi

Jism Jaise
Machalte Hue Ragni
Jism Jaise
Mehaktee Hue Chandni
Jism Jaise Ke
Khilta Hoyaa Ek Chaman
Jism Jaise Ke
Sooraj Ki Pehli Kiran
Jism Tersha Hua
Dikashoo Dilnasheen

Sandaleeeen Sandaleen
Marmareeeeen Marmareeeeen
Sandaleeeen Sandaleen
Marmareeeeen Marmareeeeen

Afreen Afreen Afreeeen
Afreen Afreen Afreeeen
Afreen Afreen Afreeeen
Afreen Afreen Afreeeen

Husn-e-Janaa Kee
Tareef Mumkin Nahi
Husn-e-Janaa Janaaa Kee
Tareef Mumkin Nahi

Chehraa Ek Phool
Kee Terha Shadaab Hai
Chehraa Uss Ka Hai
Yaa Koi Mehtaab Hai
Chehra Jaisee Ghazal
Chehra Jane Ghazal
Chehraa Jaisee
Kaleee Chehraa Jaisee Kanval
Chehraa Jaisee Tasavar
Bhi Tasveerrr Bhie
Chehraa Ek Khawab Bhi Chehraa Tabeer Bhie
Chehraa Koi Aleef
Lailaaa Kee Dastaaaaan
Chehraa Ek Paal
Yaqeen Chehraa Ek Paal Goomaaan
Chehraa Jaisaa Keh
Chehraa Kaheen Bhi Nahi
Mahroon Mahroon
Mehjabeen Mehjabeeeen
Mahroon Mahroon
Mehjabeen Mehjabeeeen
Afreen Afreen Afreeeen
Afreen Afreen Afreeeen
Afreen Afreen Afreeeen
Afreen Afreen Afreeeen

Husn-e-Janaa Kee
Tareef Mumkin Naheeen
Husn-e-Janaaa Kee
Tareef Mumkin Naheeen

Ankheen Dekheen To
Main Dekhtaa Rah Giyaa
Jaam Dooo Ore Doonoon
Hee Doo Ateshaaaa
Ankheen Yaa Makadeee
Kaee Doo Baab Hain

Ankheen Inn Ko Kahoon
Yaa Kahoon Khawab Hain
Ankheen Neechee Hue
To Haya Baan Gayeen
Ankheen Oonchee Hue

To Dua Baan Gayeen
Ankheen Uth Kar Jhakeen
Too Ada Baan Gayeen
Ankheen Jhuk Kar Utheen
To Qadaa Baan Gayeen

Ankheen Jin Main
Hain Asmaan O Zameeeeen

Nargasee Nargaseee
Surmayee Surmayeee
Nargasee Nargaseee
Surmayee Surmayeee

Afreen Afreen Afreeeen
Afreen Afreen Afreeeen
Afreen Afreen Afreeeen
Afreen Afreen Afreeeen

Husn-e-Janaa Kee
Tareef Mumkin Naheeen
Husn-e-Janaa Kee
Tareef Mumkin Naheeen


Zulfe Jana Kee Bhi
Lambee Hai Dastaaan
Zulf Kee Mare
Dil Per Hai Perchaiyaaan
Zulf Jaisee Keh
Umdeee Hoyee Hoo Ghataa
Zulf Jaisee Keh
Hoo Koi Kali Balaaaa
Zulf Uljheee To
Duniyaa Pareshan Hoo
Zulf Suljhee Too
Yeh Deed Asaaan Hoo
Zulf Bikhree Siyah
Raaat Chanee Lagee
Zulf Lehrayee To
Raat Janeee Lageee
Zulf Zanjeer Hai

Phir Bhi Hai Kitnee Haseeen
Rashmeen Rashmeen
Ambreeyeeen Ambreeyeeen
Rashmeen Rashmeen
Ambreeyeeen Ambreeyeeen

Afreen Afreen Afreeeen
Afreen Afreen Afreeeen
Afreen Afreen Afreeeen
Afreen Afreen Afreeeen
Husn-e-Janaa Kee Tareef
Mumkin Naheeen
Afreen Afreen
Afreeeen Afreeen

Tu Bhi Dakhee Agar
To Kahee Hamnsheeeen
Afreen Afreen
Afreeeen Afreeen

Husn-e-Janaa Kee Tareef
Mumkin Naheeen
Husn-e-Janaa Kee Tareef
Mumkin Naheeen
Husn-e-Janaa Kee Tareef
Mumkin Naheeen
Husn-e-Janaa Kee Tareef
Mumkin Naheeen


source

No comments:

Post a Comment