Friday 26 October 2018

Ki Muhammad sy wafa tu ny - Urdu Audio Naat with Lyrics - Junaid Jamshed



Lyrics:
Ki Muhammad(S.A.W) sy wafa tu ny to ham tery hain
Ye jahan chez hai kia tu ny to ham tery hain
Ki Muhammad(S.A.W) sy wafa tu ny to ham tery hain
Ye jahan chez hai kia tu ny to ham tery hain
ham to mael ba karam hain koi sail he nahi
raah dekhlain kisy rah rawy manzil he nahi
tarbiyat aam to hai johar e qabil he nahi
jis sy tameer ho Adam ki ye wo gil hi nahi
koi qabil ho to ham shaaneen kai dety hain
dhondny walon ko dunya bhi nai dety hain
Ki Muhammad(S.A.W) sy wafa tu ny to ham tery hain
Ye jahan chez hai kia tu ny to ham tery hain
manfaet aik hai is qoom ki nuksaan bhi aik
aik hi sab ka Nabi(S.A.W) deen bhi eman bhi aik
Haram e pak bhi Allah bhi Quran bhi aik
Kuch bari baat thi hoty jo musalmaan bhi aik
firka bandi hai khen our khen zaaten hain
kia zamany main panapny ki yhi baaten hain
Ki Muhammad(S.A.W) sy wafa tu ny to ham tery hain
Ye jahan chez hai kia tu ny to ham tery hain
shoor hai ho gai dunya sy musalmana bor
ham ye kehty hain k thay bhi khen muslim mojod
waza main tum ho nasara to tamadun main hanud
ye musalma hain jinhen dekh k sharmaye yahood
you to syed bhi ho mirza bhi ho afghan bhi ho
tum sabhi kuch ho batao tu musalman bhi ho
Ki Muhammad(S.A.W) sy wafa tu ny to ham tery hain
Ye jahan chez hai kia tu ny to ham tery hain
Ki Muhammad(S.A.W) sy wafa tu ny to ham tery hain
Ye jahan chez hai kia tu ny to ham tery hain

Please subscribe my channel:
https://www.youtube.com/c/AlhamdulillahTV


source

No comments:

Post a Comment